SALAM WA JAWAB KA SUNNATI TAREEQAH

Sawal :Assalam o alayekum warahmatullahi wabarkatohu,
mera sawal hai
.SALAM AUR SALAM KA JAWAB KIS TARAH KIYA JAYE . ISS PAR SHARIYAT KA HUKUM KYA HAI ????
AUR
SALAM YA FIR SALAMALAIKUM YA FIR WLKSLAM AISA KEHNE PAR SHARIYAT KA KYA HUKUM DIYA JATA HAI …. ????

Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,

Salam karne awr jawab dene Awr likhne ka tareeqa zuban se ho chahe qalam se jo bhi ho jumlon ka talaffuz na badalne paye… :ex,,english me aysa likha jasakta hai, ASSALAMU ALIKUM ,,to jawab me “” Walikumassalam wa rahmatullah,,likhna sahi hai,
(zujajah,vol/4,pg/5)
haan usko shortcut me likhna sahi nahi hai,ex,,askm,,a/w.aslmlkm,,etc,,
sunnat ke tareeqa ke alawah tareeqo se salam wa jawab dena Munasib Nahi hai,kyu ke uske mana badal jate hai,aur Sunnat ki Barkat bhi Hasil Nah hoti hai, aur jo soorat Aapne batayi hai,wo shareeat ke khilaf hai,

You might also like