NAMAZ E EID CHOOT JAYE TO.. ?

Question: Assalamualaikum,  Eid ki Namaz Chut gayi tho phir jamaat banake ada karsakte kya ya tanha padna chahiye,,,kuch log eid ki namaz chut jaane par phir se jamaat banake ada karte hai..iska kya hukm hai

      (mohamed Sameerullah Khan,Qatar),
Jawab : walikumassalam wa Rahmatullah,,
Jin Logo ki eid ki Namaz agar choot jaye to wo log agar eid ki Namaz jamat se ada karle to sahi hai,is se unki eid ki namaz hojati hai,
haan,,eid ki namaz ki qaza nahi karsakte hai.
aur Baghir Jamat ke bhi eid ki Namaz Nahi hoti hai.
                  (Al Hidayah,Vol/1,Pg/391)
You might also like