BAIRI KE PATTO SE SHABE BARAT ME GHUSL ?

Sawal : Assalamualykum rehmatullahi wabarkatuhu mufti Sahab

Shabe barat ko baaer ke pataoo se gusul kiya jata hai or ise mutabarik b kaha jata kia shabe barat ko bair ke pattaoo se nahane chahiyeee?
JAWAB ke muntazir Jazakallah khair ?
(Hafiz Mohammed Khan Naqshbandi)

Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Shabe Barat me Bair ke Patto se Ghusl karne ke bare me koi Sahi Hadees se sabit Nahi hai,
Haan,Ghusl me Bair ke Patte Pakeezgi me izafah ki Niyyat se ho to Ijazat hai,us se Ghusl karne me Museebato wa Balavo ka door hona aysa kuch bhi Hadees se sabit Nahi hai.
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like