NAFIL ROZAH AUR SEHRI ?

Sawal :Assalamualykum rehmatullahi wabarkatuhu mufti Sahab
Aj mujhe nafil roza rehna hai Puri niyat thi but sehri ke waqt ut nahi paya or aj roza chood b nahi sakhta to assi Surat mai naafil roza bina sehri reh sakhte na qke aj mere walid Sahab ki barsi hai issilye mujhe rehna zaroori hai or Mai reh gaya
Bare meherbani jawab innyat farmayaee
Jazakallah khair
(AHMED KHAN NAQSHBANDI),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Rozah Chahe Farz ho ya Wajib ya Nafil Har Rozeh keliye Sehri karna Sunnat hai,lehaza agar Sehri kisi bhi Rozeh ki kisi bhi wajah se Choot jaye to Baghair Sehri ke Rozah rakh sakte hai,usme Rozeh per Koi Asar Nahi hoga.
(Sahi bukhari,Vol/1),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like