JUMAH KA QUTBAH KO DEKH KAR PADHE YA BAGHAIR DEKH KAR ?

Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
Jumah ka qutbah dekh kar padhna hai,ya baghair dekh kar padhna hai ?
 (Azmat yaba),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
Jumah ka khutba baghair dekh kar padhna to sunnat hai,haan agar koi AALIM saheb na ho ya ahle ilm na hota waysi soorat me dekh kar padhne ki bhi ijazat hai,
 (sharhul wiqayah,vol/1),
plz,read and share it.

You might also like