JUMAH KI NAMAZ CHOOT JAYE TO ?

Sawal :Asalamualaikum rb.mufti sab 3ya4 juma k namaze chuot gai tu kya har juma zohar ke namaz padlena ya nai to.mufti sab asalamualaikum.rb.?
(Md Khaleel ),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Jumah ki NAMAZE jitne bhi chooti hai,un sabki QAZA karna ” WAJIB” hai,awr usko kabhi bhi karsakte hai,sirf jumah ke din hi karna zaroori nahi hai,
( Al Hidayah,vol/1,pg/170),
plz,,read and share it.

You might also like