ARAFAH KE DIN KE ROZEH KI KIYA FAZEELAT HAI AUR KAB RAKHE ?

Sawal:Assalamualikum,Mufti, Mufti saheb,
Zulhajjah ke Mahineh me kitne Rozeh rakhe aur Yaume Arafah ke Rozeh ki kiya fazeelat hai?
(Mohammed Ghouse Pasha),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah
Zulhajjah ke Mahineh ke Pahle Ashareh yani Chand Dekhne ke Baad se 9 Zulhajjah tak bhi Nafil Rozeh rahne ki Bohat Fazeelat hai,lekin Agar koi Utne Rozeh Na rakh sake to Kam se Kam 9 Zulhajjah yani Yaum e Arafah ke Din Rozah rakhe kyu ke Hadees e Paak me aya hai,jo Shaks Yaum e Arafah(9 Zulhajjah) ka Rozah Rakhta hai,to Uske Pichle Ek Saal (past 1yr ) aur Agle Ek Saal (future 1 yr) ke Gunah Maaf kardiye Jate hain,
(Sahi Muslim,H,No :1162),
قَوْل النبيّ -صلّى الله عليه وسلّم-: (صِيَامُ يَومِ عَرَفَةَ، أَحْتَسِبُ علَى اللهِ أَنْ يُكَفِّرَ السَّنَةَ الَّتي قَبْلَهُ، وَالسَّنَةَ الَّتي بَعْدَهُ.
Note : INSHA ALLAH India me Is saal 31/July/2020 ko Arafah ka Rozah hoga aur GCC COUNTRIES me
30/July/2020 ko hoga.
Plz..Share it to All for more visit our islamic website:www.anwaarulislam,com.
You might also like