SAUDIA YA GULF COUNTRIES ME RAHNE WALE APNE BAAL KAB CUT KARE ?

Sawal:Assalamualikum,Mufti, Mufti Saheb,
Mai Saudia me Rahta hoon,to Meri Qurbani India me 10 Zulhajjah ko Diye jani wali hai,Aur Meri Eid ul Azha to waha se 1 Din pahle hi hogi to Ab mai mere Baal Ya Nakhun Yaha Eid ki Namaz ke Cut karoon,ya Qurbani ke Baad ?
(Mohammed khaja A,har,K,S,A),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah,
Hadees me aya hai,ke Jo Koi Qurbani ka Iradah kare to wo Qurbani Dene tak Apne Baal(Hairs) ya Nakhun(Nails)Na nikale.
(Sahi Muslim,Vol/1),
To Apki Qurbani Aap jaha rahte hain,Waha ke etebar se Doosre Din hogi to Aap Apne Baal ya Nakhun Qurbani ke Baad hi Nikale Na ke Eid ki Namaz ke Baad,kyu ke Unko Nikalne ka Hukm Qurbani ke Baad aya hai.
Plz..Share it to All for more visit our islamic website : www.anwaarulislam,com
Md Shakeel Md Shakeel, Mohammed Azmath and 6 others
1 Share
Like

Comment
Share
You might also like