ASTHAMA WALE KA ROZAH ? **

Sawal :Assalam alaikum,Mufti Saheb, rozie kie halath mie astama ka marz ho to inhialre ka istiemal karnie sie roza tot tha hai ya nahie???
(Mirza yusuf Ali Baig),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Rozeh ki Halat me Asthama ka Mareezi I hailer ka istemal kare to us se Rozah Toot jata hai,
lehaza Ayse Log agar Rozah Na rakh sakte ho to Wo Sharee Mazoor kahlayenge to ye Rozah Na rakh kar ek Rozeh ke Badleh 1 Miskeen ko 2 Waqt ka Khana khilade to Rozah ka sawab
insha Allah milega.
(Fatawa Annawazil,Vol/1).
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like