BARTAN ME HAATH DHONA ?

Sawal : Assalam..Mufti Saab…Khana Khane ke baad us bartan me hath dhona chahiye ya nahi..koi kehre ki jis bartan me khana khatehai us bartan me hath dhone se barkat chale jati hai…

(Sameerullah khan,Qatar),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Jis Bartan me khana khaye to us Bartan me Haath Na dhone ka sahi matlab ye hai,ke :
Jab khana khale to us Bartan me apne haath ko dhole phir us paani ko peelena (drink) hai,kyu ke Baetan me chaval ya salan ko maghz laga huva hota hai,wo bhi Ghiza aur Rizq me Shamil hota hai,jab ye rizq hogaya to isko phenkne se *Rizq ki Hurmati* Ke sabab Barkat khatam hojati hai,lehaza jab us bartan me khane ka asar khatam hojaye to ab us bartan ko doosre paani se dhole to koi Haraj Nahi hai,
(Hashiya e Tirmizi,Vol/2)

Plz..share it to All,for more visit our web site..anwaarulislam,com

You might also like