BEEMARI AUR GHUSL ?

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,Agar Beemari ki Halat me Ghusl farz hojaye to kiya Baad me Ghusl karsakte hai,Yani Tabiyat Achi hone ke Baad ?
(Waseeq qadri),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Agar Beemari itni Sakht ho ke Ghusl karne aur ziyadah hoti ho aur Doctor ne bhi Ghusl karne se Mana kiya ho to aysi Soorat me Ghusl Nahi karna hai,Balke Tayammum karke Namaz padhna hai,
Aur agar Beemari Ziyadah Na ho aur ghusl karne se Beemari me izafah bhi Na hota ho to Aysi Soorat me Ghusl karna hai,Tayammum Nahi.
(Badayiyus Sanaiy,Vol/1),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulialam,com.

You might also like