*** BLACK SHIRT,PAINT, & CHAPPAL KE ISTEMAL KA HUKM ***

Sawal : Asslamualikum, Mufti Saheb,
Islam me Black Shirt,Paint,Awr Chappal ya Shoes pahen sakte hai ya Nahi ?
Kyu ke Dost kah rahe hai ke uski ijazat nahi hai ?kyu ke Kabatullah ka Ghilaf bhi Black rang ka hi,
Kiya ye sahi hai ?
(Md Waseem),

Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,
Islam me Black Colour ke Kapdo awr Chappal ke Istemal karne ki koi Rok Nahi hai,Balke uski poori Ijazat hai,Black Shirt,Paint awr Chappal wa shoes bhi Pahen sakte hai,koi Haraj Nahi hai,

Ab rahi Kabatullah ki Azmat uske Rang se Nahi hai,awr Nahi Bando ka Ehteram karne se hi Uski Azmat hai…
Balke Kabatullah ki Azmat to Allah ke Tajalliyaat se hai,Jiski Azmat Allah ne Tamam Alam ke musalmano ke dilo me dal di hai,koi Black rang ki cheeze istemal karne se uski azmat kam nahi hojati !!!!
Yaad rakh le ke ….
Deen ka Doosra Naam ?
Bhalayi, Khair khaahi awr Aasani ka Naam hai,
Har baat ko kisi doosri baat se jod lene se masle Khatam nahi hote hai,
balke awr masle Paida hojate hai.
Plz..try to understand…..

Plz..Share it to All,For islamic service.

You might also like