CAMERA KI IMAGE ? AUR BID’AT K QISME ?

Sawal: Assalamulikum,Mufti Saheb,

aap se ek sawaal…
photo Lena kaisa aur Nabi e Rehmat sallallahu alaihi wasallam ne Jo kaam na kiya use biddat kehte hai…
Biddat hote hai ya nahi agar hai to kitne qism ki hote hai aur saare maslak wale isko maante hai ya nahi???
jawaab inayat farmaye ..
(Mohammed Rafeeq),
Jawab:Walikumassalam wa rahmatullah.
Camera ki image ke bare me Baaz ulama jayiz aur Baaz Na jayiz kahte hai,
Lekin Haath se utari jane wali photo(tasveer) sabke paas Haram hai.

■■ Bid’at ki 2 Qisme hai,
1) Bid’at e Hasanah : Deen me wo Naya kaam jo islam ke khilaf Na ho.
2) Bid’at e Sayyiah : Deen me wo Naya kaam Jo Islam ke khilaf ho.
Ye 2 qisme har maslak walo ko paas Sabit hai.
Sivay e Ahle Hadees ke unke paas kayi Hadees ki kitabe hi Motabar Nahi to ye qisme kisi motabar hongi.
(Fathul bari,Vol/2)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like