COCONUT ME FLOWER NIKALNE SE NIKAH…?!!

Sawal :Assalam u alaikum rb,mufti saheb
sawal hai…..kya narel.( coconut)..dargah me pohdne se andar …phool.nikla narayel..ki .to waha ki jo mushawar hai unho ne kaha hai aap ko ghr me kisi ki shadi ..hone wali hai? bataye…
kya ye hadees se sabit hai ye…bataye..mufti sab..
(Mohammed Khaleel),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Nariyal(Coconut) me se Phool(Flower) nikalne se Ghar me kisi ki Shadi ka hona,Aysa kuch bhi Islami Taleemaat me se Nahi hai,aur ye Kisi bhi Hadees se Sabit Nahi hai Jaha tak Nikah ki Baat hai,wo Taqdeer me Jab likha hai,tab hi hoga,
(Al Quran,Vol/30,Surah :Burooj),
Nariyal me phool nikalne se Nahi…
Ye Sab Baate Eiman ko Kamzor karti hai,in Baato se Bachna Chahiye.
Plz. Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like