*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :106,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne NAMAZ me Kapdo se khelne se Mana farmaya.
(Vol/1,H,No:379).
Dars:Namaz me Khelne se matlab,Namaz me apne kapdo ko Baar baar seedah karte rahna hai,iski wajah ye hai,ke…
■ Namaz me Khushoo Baaqi Nahi rahta..
■ Dunya ki taraf tavajjuh hojati hai..
■ Namaz Batini Islah ki taleem deti hai,jabke Kapde wa Libas ye zahir ki taraf..!!
Allah Hum sabki Namazo me Khushoo ata farma..Ameen..
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like