DAWAT ME SHIRKAT NA KARE TO ?

Sawal :Assalamu aalykum wa rahmatullahi wabarakatu molisab ek sawal hai mera yeh hai ki agar koyi shaks khane ki dawat dene par nahi jaye tu khana haram hote hai ayse hadees hai kya ?
(Khaja Asif),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullahi wa barakatuh
Agar koi khane ki Dawat de to Us dawat me shareek hona Sunnat hai,aur agar koi Kaam ki wajah se Dawat me Shirkat Na karsake to Koi Haraj Nahi hai,us se Khana Haram Nahi hota hai.
(Sahi Muslim,Vol/2),
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like