FARZ ROZO KI QAZA AUR NAFIL ROZO KA SAWAB….?

Sawal :Assalamualikum, Mufti Sahab agar koi Shaksh farz Rozey Chot gaye hin nafil rozun k waqth farz k Erada karley to farz & nafil donw k sawab Miley gali?
(Syed Khaja Zainul Abideen saheb),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Agar kisi ke Farz rozeh Choot jaye aur wo Bandah Fazilat wale Nafil Rozo ke dino me un Farz Rozo ki Qaza karle to Us Bandeh ka Farz Zimmah se Saqit hojayega aur usko Us din ki Barkat,Rahmat wa Fazilat Insha Allah Naseeb hogi,lekin Usko Nafil Rozeh ka Sawab Nahi milega,kyu ke uski Niyyat Nafil ki Nahi Balke Farz Rozeh ki hai,
(Al Ashbaah,Vol/2)
Yaad rahe ke Din ki Fazikar Aur hai,aur us din ke Rozeh ki fazilat ek aur cheez hai,
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site…anwaarulislam,com.

You might also like