GOLD RING,MARD PAHEN NE KA HUKM

Sawal :- Assalamualikum, Mufti saheb,,,

Kiya Mard Aadmi Gold Ring pahen sakta hai ya nahi,kyu ke Hamare Dost ki Shadi me Nawsha ko Gold ring Na dene ki wajah se jhagde huve hai ?
(Md Khaja, K.S.A),
Jawab :- Walikumassalam wa rahmatullah,
Mard Aadmi ka Gold Ring pahen na “Haram” hai.
Haan,agar koi Tohafah(Gift) me de to usko Na pahne Balke usko Khawateen ke istemal karne use karesakte hain,
(Al Hidayah,Vol/4,Pg/457).
Note :Nikah me Jo Gold Ring Ladki walo ki taraf se ladke ko diya jata hai,wo Tohfah hota hai,aur Tohfah maang kar Nahi,Balke Be Maange diya jata hai,Liya nahi jata….!!!!!
Aur ye ladki wale Ladke ko Gold Ring dene ka Rivaj Bilkul Khatam hi karde to Hamari Ghareeb Bahno ki Shadi me Madad hojayegi..

Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site.anwaarulislam,com.

You might also like