HAJJ KI BARKAT

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,

Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jab Koi Bandah Hajj kare aur Daurane Hajj Wo Buri Baato aur Bure Kaamo se Mahfooz Rahe to ALLAH uske Pichle Saare Gunah Maaf kardeta hai.

(Jamiut Tirmizi,Vol/1,H,No :816)

You might also like