ISLAM ME “786” ka HUKM

Sawal : Asslamo alaikum kiya farmate han muftiyane ikram is masle men ke shadi ke card men bismillah ya hadees shareef likhna aur Hindu logon ke ghar dena aur 786 ko bismillah samjhna aur 786 ko apne gharon ki deewar par likhna kesa aur 786 ki kiya haqeeqat hai quraa.no hadees. Ya fiqhi kitabon ki nshani men jawab inayat farmayen?
( Hafiz siraj Qadri jabalpur),
Jawab : walikumassalam wa rahmatullah,,zuban e arabi ki kayee khusoosiyat hai,awr us zuban ke huroof yani QURAN AWR AHAADEES E SHAREEFAH ke huroof se bhi “” ilm ul Aadaad “” ke zariye uske ADAD nikale jate hai,jo ” ILM UL AADAD” ka ek hissaha hai,awr ye ilm qadeem zamana se bhi sabit hai,lehaz >>>>786<<<< bhi usi ilm ka ek adad hai,awr uski tarteeb se “” BISMILLAHIR RAHMANIR RAHEEM “”” aata hai,awr us ilm se doosre cheezo ke bhi aadad nilale jate hai,jo sharyee kutub se bhi sabit hai,

(Tafseer e baizavee,vol/1,pg/1,surah Baqarah,ayat no : 1 )
note : Lekin jab Aap (sallallahualihiwasallam ) khat(letter) ya koi hukm sadir farmate to aaap mukammal “BISMILLAHIR RAHMANIR RAHEEM”” Likhte, Hazrat sulema (alihissalam) ne khat(letter) share saba ko likha tha to aapne bhi mukammla usko likha tha,,,lehaza ys cheez ko mukammal likhna hi ajr awr rahmat wa barkat ka sabab banta hai,
awr 786 adad se doosre maqamat me ex maher ke adad me etc,,me bataur e nek faal le to koi haraj bhi nahi hai,

plz,,read and share it.

You might also like