JAMAI(oscitancy) KE BAAD KIYA KAHE.. ?

Sawal :Assalamualikum,Mufti sahab….
mujhe mere ek dost ne kaha k jamai aye waqt astagfirulla khne zaroori nhi hi.
aur khin b nhi hi iske baare me na he huzoor ne kia.
kya a sahi hai…??
(Mohammed Aamir),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Hadees e Paak me aya hai ke : Allah Cheenk(Hiccop) ko Pasand karte hai,aur Jamai(oscitancy) ko Na pasand karte hai,aur kaha ke jab Cheenk aye to “ALHAMDULILLAH” kaho aur Sun ne(Listening) wala “YAR HAMUKALLAH” kahe,Jab Jamai Aye to Usko Ziyadah se Ziyadah Rokne ki koshish kare,HAAH,HAAH, Na kahe,kyu ke Jab koi Jamai leta hai,to Shaitan Hansta hai.
عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: ((إِنَّ اللَّهَ يُحِبُّ الْعُطَاسَ وَيَكْرَهُ التَّثَاؤُبَ فَإِذَا عَطَسَ أَحَدُكُمْ فَقَالَ الْحَمْدُ لِلَّهِ فَحَقٌّ عَلَى كُلِّ مَنْ سَمِعَهُ أَنْ يَقُولَ يَرْحَمُكَ اللَّهُ وَأَمَّا التَّثَاؤُبُ فَإِذَا تَثَاءَبَ أَحَدُكُمْ فَلْيَرُدَّهُ مَا اسْتَطَاعَ وَلاَ يَقُولَنَّ هَاهْ هَاهْ فَإِنَّمَا ذَلِكَ مِنَ الشَّيْطَانِ يَضْحَكُ مِنْهُ)).
(Jamiut Tirmizi,Vol/2,H,No :2971),
Aur Doosri Rivayat me aya hai,ke Jamai Shaitan ke Uksane se aati hai,jis se Bandah Sust(lazy) bhi hojata hai,lehaza Jis Kaam me Shaitan ka Dakhal hojaye to us waqt Isteghfar padhna hai,lehaza Jamai aane ke Baad “ASTAGHFIRULLAH” padhan Wajib Nahi hai,Balke Mustahab hai,padhe to Shaitan ke Amal se Hifazat hogi aur Sawab bhi milega..Insha Allah.

Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like