KABATULLAH KI SIMT KI JANIB PAIR(LEGS) KARNA KAISA..?

Sawal :Assalamualykum waRahmatullahi waBarkatuh mufti Sahab apse sawaal yeh hai qibla rukh pair karna kaisa hai ?
(Ek islami Bhai)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Qiblah(Kabatullah) ka Rukh Ek Ehteram wala Rukh hai,kyu ke Us janib Rukh Karke Namaz padhi jati hai,to us Rukh ki is etebar se Ehteram karna hai,kyu ke Hadees me aya hai,ke Jo Kabatullah ki Rukh ki taraf Thookta hai,to Wo Thuk Qiyamat me uske Peshani ki Uper Laga huva hota hai,
(Sahi Muslim,Vol/2),
Yani Kabatullah ki Jihat ka Adab karna hai,Warna Wo Saza ka Mustahaq hoga,to Phir us Janib Thook Nahi sakte to Pair(legs) kise karsakte hai..?!!!
jabke Kisi Mohtaram Cheez ki taraf Pair karna Har Sahibe Aqal usko “BE ADABI” hi Samajhta hai,aur wo Yaqeenan Be Adabi hi hai.
Note : Saudi Log karte hai,to unse bhi Pooch hogi unka Amal Daleel Nahi hosakta hai,kyu ke Wo Log Sirf Bandeh hai,Allah ke Nabi ya Rasool Nahi jo unka Amal sab keliye Daleel Bane..!!!!
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like