LADIES PERIODS KE DINO(DAYS) KI NAMAZE ?

Sawal :Assalamualaikum Warahmatullah,Mufti saheb,

PERIODS k darmiyan ladies ko namaj k liye kya hukm he?? Jawab inayat farmaye bara e meharbani ?
(Pathan Arif Khan),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Jab Ladies periods(Ayyam e Haiz) ke dino me hote hai,to un dino ki Namaz Aurato per Allah ki Janib se Maaf hoti hai,kyu ke Wo ek Fitri(Naturallay) Moamlah hota hai,Usliye Un Dino ki Namazo ki Qaza bhi karni Nahi hai.
(Sahi Bukhari,Vol/2,,Pg/1012),
Haan,Rozo ki Qaza Karna Wajib hai.,Ramazan ke rozeh ho ya wajib rozah…

Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like