MUSHKIL kise door hoti hai.?

Hazrat Abu Hurairah(rz) se rivayat hai,Nabi e Akram (sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jo Musalman kisi doosre Musalman ki Dunya ki MUSHKIL door karta hai,to ALLAH uske AAKHIRAT ki MUSHKIL door karta hai,Awr jo kisi muslaman ke kaam me AASANI (sahoolat) paida karta hai,to Allah uske DUNYA ,wa ” AAKHIRAT ” dono kaam me AASANI paida karta hai,
plz,,read and share it

You might also like