NA PAAKI KI HALAT ME KHANE PEENE KA HUKM

Sawal : Assalamualikum,Mufti Saheb,
Na Paaki Halat me Khana khana ,Paani kahsakte hai ya Nahi ?
Ghusl karke hi khana hai kiya ?
(Abdul Razzaq),
Jawab : Walikumassalam Wa Rahmatullah..
Na Paaki ki Halat me Khane awr peene ki ijazat hai,yani Kha bhi sakte hai,awr Pee bhi sakte hai,Ghusl karke hi khana zaroori Nahi hai.
Haan Ghusl karke Kha le to ziyadah behter hai.
(Sahi Bukhari,Vol/1,H.No :274).

Plz..Read and Share it,For Islamic Service.

You might also like