NAMAZ ME PAINT KA FOLD KARNA ?

Sawal :Assalamu alaikum mufti sahab,namaz me agar paitnt yaa pyjama lambey hou tou osko taqnou k upar fold karey yaa nahi maherbani rahnumayi farmaye.jazakallah.

(Mohammed Azam)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Namaz me agar Paint ya Paijama Takhno se Neeche ho to usko Ander ki Janib fold karke Namaz padhe to Namaz hojati hai,isme Koi Karahat Nahi hai,kyu ke Paijamah ya Paint Nakhno se Ooper Rahna Sunnat hai.
(Jamiut tirmizi,Vol/1)
Note :Ab isme Baaz ulama ka ekhtelaf hai,
lekin yaad rahe ke agar Baher ki janib Fold kare to tab bhi Namaz hojayegi.

Plz..Share it to All,For more Visit web site:
anwaarulislam,Com.

You might also like