NIKAH ME MUTALABAAT KA HUKM

Sawal:Assalaamu alaikum. Moulaana kya Islaam mei Nikah ke Naampar Motaliba karna Galat nahi hai ?
Phir ek Peer O Morshid apne Moreed ko Rokhne ke bajai us Dawat mei karte hai tou kya yeh Galat nahi hai ? Chahe Woh Moreed ho , ya Moreed ka beta ho , ya uska Bhai .

Aisi Dawat mei Shirkat karne ke bajai agar Naseehat karte tou aaj ek bahot bada Sudhar nai Aasakta Maashre mei ?
(IMAAN COMMITTEE MAHBUBNAGAR),

Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,islam me nikah ke naam per ghode wa jode ka jo rivaj aaj moashreh me nikla hai,ye bilkul islami taleemat wa roohaniye ke khilaf hai,
awr ye zulm hai, kyu ke be wajah kisi ka maal lena awr zabardasti karne ka naam hi to zulm hai,
(tafseer e jalalain,vol/1),

awr ayse kaam me murshid ho ya mureed ,ameer ho ya ghareeb sab log barabar ke khusurwaar hai,hame chahiye ke ayse kaamo se bache to inshallah 2 jaha me kamiyabi naseeb hogi,
plz,,read and share it.

You might also like