SHAFA’ATE SUGHRA KA HUKM

Sawal :Assalamu alikm ,mufti sab…
1 saval hai k qayamat k roz huzoor safaAt farmainge aur aap ki safaayt k bad dusre sahaba auliya ko is ki saAdat mandi aata hongi …
to kia huzoor ki safaat k bad 2 sron ki safaat ki zarurat hogi
jazakallah
(pari san pari),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,, SHAFA’ATH ki 2 qisme hai,1) shafa’at e kubra jiske malik Rasoolullah sallallahualihwasallam honge ,2) shafa’ate sughra jiske malik ummat ke nek log honge,,to sarkar ki shafa’at ke baab kisi doosro ki shafat ki zaroorat hogi ? Shafa’at e kubra ke baad shafa’at e sughra zaroorat ke taur per nahi hai,balke fazeelat ke taur per hai,kyu sarkar hi ne to farmaya mere ummat ke ulama (nek log) bani israayil ke nabi ke bara bar honge to ye awr kayi fazaayil hai,to ummat ke nek logo ko sarkar ke sadqeh me mili hai,lehaza shafa’at e sughra apne darjeh ke lehaz se hogi jaise gunaho ki maafi etc,,awr shafat e kubrah wo sarkar ke shayan e shaan hogi..
(Al mawahib,vol/2),

plz,read and share it

You might also like