QAZA NAMAZ KI TAREEF WA HUKM

Sawal Assalm, Mufti saheb, khiryath,
qaza namaz ke bare me bathaye
qaza padhe tho be gunha hota kya ?
(mohammed Ayaan),
Jawab ; Walikumassalma wa rahmatullah,,Alhamdulillah,,
Agar farz Namaz apne Waqt per Ada na ki jaye to us namaz ko apne waqt ke alawah waqt me padhne ka naam hi ” QAZA ” hai,agar majboori ki wajah se Namaz choote to koi baat Nahi ,
(Jamiut Tirmizi,Vol/1,Pg/34..40)
Jaan booj ker Waqt per Namaz chod de awr baad me Qaza kare to Usko qiyamat me saza hogi,,Namaz Qaza karne ki Nahi Balke Saza usko Waqt per Namaz Susti Wa Kaheli ki Wajah se Na padhne ki milegi.

You might also like