QURBANI KA JAANWAR GHAR ME ZUBAH KARE YA BAHAR ?

Sawal :Aasalamualaikum wrwb mufti sab
ghr mey qurbani ka jaanwar katna zroori hai bakra ya dusri jagah b kat sktey aur mainey suna katney se ghr mey jo balaya hai purey chaley jatey ?
(syed safiuddin),
Jawab : Walikumassalm wa rahmatullah,,,Qurbani ka Janwar ghar me bhi zubah karsakte hai,awr bahar kisi paak maqam per bhi zubah kar sakte hai,agar jaanwar hamare qabze wa qudrat me ho awr uske zubah wa katwayi ke saare intezamaat hoto GHAR me hi zubah karna awr qurbani dene wala shaks saamne rahna ziyadah afzal hai,
( Sunane ibne Maajah,vol/1),
awr uski rahmate jab ghar me awr ghar walo pe barsegi to zaroori hai ke balaye wa museebate bhi tal jayengi ,,,,
plz,,read and share it.

You might also like