ROZEH ME BLOOD TEST KA HUKM

 

Sawal :Assalamualikum,Mufti Saheb,
Rozeh ki Halat me Blood Test karne se rozeh ka kiya hukm hai ?
(Azam Brohi),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah,
Rozeh ki Halat me “BLOOD TEST” karva sakte hai,us se rozah nahi toot ta hai,kyu ke rozeh ki halat me Hijamah(jisme Blood body se nikala jata hai), ki bhi ijazat di gayi hai.
(Al Hidayah,Vol/2,Pg/106),

You might also like