SANA SE …AUR SAJDAH SAHOO ?

Sawal :Salam mufti sahab

agar namaz k pehle sana padhna bhul gye to kya sajda e sahoo karna padega? Sahi tarika bhi inayat kare.
(Pathan Arif Khan),
jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Agar Namaz me Sana Padhna Bhool jaye to Sajdah Sahoo Wajib Nahi hota hai,Kyu ke Namaz me SANA padhna Wajib Nahi bhai,Balke Sunnat hai,aur Sunnat ke Choot jane se Sjadah sahoo wajib Nahi hota hai,Balke Wajib Ke chootne se Sajdah sahoo wajib hota hai,aur Fazr ke Choot jane se Namaz hi Batil hojati hai,
(Al Binayah,Vol/1,Pg/233..325),

Plz..Share it to All,For more visit web site..
anwaarulislam,com.

You might also like