SAWAB YA AZAB ME WALIDAIN ?

Sawal : Assalamualaikum mufti sahab,

humne yee batt suney hai ke aulaad joo bhi amal krte hai neik ho yaa badd ,neik kamm karega tou waliden k bhi sawaab milega aur agar koi bura kamm kiya tou walidein ko bhi azaab milega kya yee btt sahi hai.maherbani jawab inayat farmaye,jazakallah.
(Mohammed Iqbal)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..
Jab Walidain Sahi Islami tarbiyat Aulaad ki kare aur wo Islami raasteh per Chale to uska sawab khud aulaad ko aur walidain ko bhi milega,
agar Walidain aulaad ki sahi tarbiyat Na kare to aulaad agar bure Aamal me padh jaye to us gunah ke Azab me walidain sahi Tarbiyat na karne ke sabab Azab me shamil rahenge,
Haan,Agar Walidain sahi tarbiyat to kiye the magar aulaad us tarbiyat per Qayim na rahe aur Bure Kaam me lag jaye to Ab walidain us gunah me shamil Nahi honge aur unhe kisi qisam ka Azab bhi Nahi hoga..Insha Allah.
(Mishkat ul Masabeeh,Vol/1)
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like