ZULHAJJAH ME KITNE ROZEH RAKHE ?

Sawal :As salmulykum ham janna chare …eid ul azha yani zi ul hajj k do roze rakhe jate hai ye roze kab ar kunse tariqh ko hai ?
kya yuma arfaa ki ek roza rah sakta aur is baar 9zil hija juma ko hai to kya juma ko nafil roza rehsakta ?
(wahab khan)
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah
Zulhajjah ke mahineh me kitne bhi rozeh rakh sakte hai,2 hi Rozeh rakhna zaroori Nahi,Balke 1 bhi rakh sakte hain,aur ek se ziyadah bhi rakh sakte hain,ye Nafil Rozeh honge,aur Niyyat bhi Nafil ki karni chahiye,
Haan,9 zulhajjah ke din Rozah rakhne ki Bohat Fazilat hai,
Jumah ke din bhi Nafil Rozah rakh sakte hain.
(Mishkat ul Masabeeh,Vol/1,Baizavi,Vol/1)
Plz..Share it to All,for more Visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like