SALAM KA JAWAB DIL ME DENA,YA NAZARANDAZ(IGNORE) KARNE KA HUKM

Sawal :Assalamualikum, MUFTI SAHEB,
Hazarat main ye janna chahta hun ke salam ka jawab itni tez awaz me dena, ke salam karne wala usko bakhoobi sun le. Or likh kar salam karne wala (massage ki shakal main) salam karne walon ko likh kar hi reply ki shakal me jawab dena sahi hoga. Ya phir jawab dil me bhi de diya jaye ya phir masroofiyat ki wajah se nazarandaz (Ignor) bhi kar sakte hain. Q ki Aksar log Salam ka jawab nhi dene per etraz karte hain.
Quran wa hadees ki roshni main baraye karam meri islah farma den. Allah apko jaza-e-khair se nawaze aameen.
Please give me answer ?
(Amber Murad), Mumbai.

Jawab : Walikumasslam wa rahmatullha,,ye baat acchi tarah zahen me mahfooz karle ke ,,Salam karna ” SUNNAT” hai,awr Salam ka Jawab dena ” WAJIB” hai,
(Al quran,vol/5,surah :NISA/86),

SALAM KE CHAND AADAB HAI,
wo ye hai,ke agar saamne salam karne wala hoto utni awaz se salam ka jawab dena ke wo aapki awaz ko asani se sunn sake,,awr agar koi door hoto awaz se jawab dena zaroori nahi hai,balke zuban se walikumassalam kahte huve haath ke isharah se jawab dena chahiye,,
agar koi letter SMS ki shakal me salam bhejo to SMS ki shakal me ya zubani(telephonic ways) se jawab dena chaihye,,sirf Dil me jawab dena kaafi nahi hoga…awr salam ke jawab ko nazar andaz(ignore) karna “SUNNATH KE KHILAF ” hai,
( Hashiya e zujajat ul masabeeh,,vol/4.pg/13),
plz,,read and share it.

You might also like