*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter : AZAAN Day : 62,

 

Hazrat Malik Bin Huvairas(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Jab Mai aur Mere Chacha ka Ladka Safar ka iradah kiye to Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam )se mulaqaat ke iradeh se gaye to Aapne farmaya : Jab Tum Safar me ho aur Namaz ka Waqt hojaye to Azaan Aur Iqamat do,phir Tum me se jo Bada ho wo Imamat kare.
(Vol/1,H,No :205),

Dars : Malum huva ke Jab aabadi ke alawah maqam me hoto waha Azaan bhi dena hai,aur iqamat bhi,
Haan,jab Aabadi me ho to waha agar pahle se Azaan masaajid me hojaye to ab phir se Azaan dene ki zaroorat nahi hai,aur jamat se Namaz padh rahe hai,to iqamat den hoga,Azaan Nahi.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like