*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :89,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : MERI IS MASJID (MASJID E NABAWI) me Ek Namaz padhna Doosri masaajid me 1000 Namaze padhne se bhi Behter hai,sivaye Masjid Haram ke.
(Vol/1,H,No:326),
Dars :Ye Fazeelat hai,Masjid e Nabawi(sallallahualihiwasallam) ki ..kyu na ho ye Azmat wa Fazeelat ke us masjid ko Nisbat jo Nabi e Paak(sallallahialihiwasallam) se hai,
Aur ye Sawab Masjide e Haram(Kabatullah) ke paas Namaz padhne se bhi Milta hai,
To dosto,Koshish ke saath dua bhi kare ke Allah sabko Masjid Nabawi me Namaz padhne ke saath Ziyarat e Rauza e paak(sallallahualihiwasallam Naseeb farmaye,Ameen.

Plz..Share it to All,For islamic Servic.

You might also like