*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :102,

 

Hazrat Imran Bin Haseen(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Maine Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) se Bait(By Sitting) ker Namaz padhne wale ke bare me sawal kiya ? To Aapne Farmaya :
Khade Hoker Namaz padhne wale ki Namaz Ziyadah Fazeelat wali hai,
Jo Bait ker Namaz padhe to usko khade hoker Namaz padhne wale ke Ba nisbat Aadha(Half) Sawab milega,aur jo Lait (Bister per) ker Namaz padhe to usko Bait ker Namaz padhne wale ke Ba nisbat Aadha sawab milega.
(Vol/1,H,No:372),
Dars:Dosto,Bandah jitne Kamal ke saath Namaz padhega to Allah Usko Kamil Sawab ata karega..
Aur Ahem baat ke “NAMAZ KISI SOORST ME MAAF NAHI HAI”.
Plz..Share it to All,For islamic Service

You might also like