*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY: 104,

 

Hazrat Anas Bin Malik(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya: Jab Mai Namaz padhane me hota hoon aur Kisi Bacche ki Rone awaz(Voice) sunta hoon,to Namaz ko Mukhtasar(Halki) kardeta hoon,is darr se ke kahi us Bachhe ki Maa aazmayish me na padjaye.
(Vol/1,H,No:377),
Dars:Dosto,malum huva ke jo Bandah imamat kare to wo Musalliyo ka bhi khayal kare,kyu ke Namaz me Boodhe(Old age peaple) aur Mareez log bhi huva karte hai,kahi lambi Namaz se unko Aazmayish me na dal de !!
DOOSRI BAAT :Ibteda e Islam me Khawateen ko Namaz ka tareeqah aur islami taleemaat ke Hasil karne keliye Masjid me Namaz padhne ka Hukm Diya gaya tha,phir Baad me unhe Masjid me Nahi balke Ghar me hi Namaz ada karne ka hukm diya gaya hai,
●Jo Namaz Mard masjid me Jamat se ada karne per jo Sawab use Allah deta hai,khawateen ko bhi Allah ghar me Namaz padhne per Wahi sawab ata karta hai..
Ye Karam Nahi hai,to phir aur kiya hai…
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like