*** DARS E JAMIUT TIRMIZY ***

 

Chapter : Taharat , Days ;6,

Hazrat Abu Ayyub Ansari(raziyallahuanhu) se rivayat hai,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jab Tum Zaroorat keliye javo to Qiblah (Kaba) ki taraf Na Charah(Face) awr Na hi Peet (Back) karo, balke us simt ke alawah me zaroorat se farigh hojavo.

Dars : Is me Qiblah ki Tazeem ka dars hai,Zaroorat yani peshab ya Pakhana karte waqt qiblah ki taraf charah ya peeth karna ya Sunnat ke bhi khilaf hai,
Awr Ahteram e kaba ke bhi khilaf hai,is se hame bachna chahiye ,
Awr gharo (homes) ki jab tameer (build) horahi hota jab Toilet ke tameer me is cheez ka khaas khiyal karna chahiye..
Allah hame nek taufeeq de Ameen..

Plz..read and share it for islamic service.

You might also like