DARSE JAMIUT TIRMIZI

CHAPTER : JANNAT KE SIFAAT,*
DAY : 852,Hadees No :2790,*

Hazrat Abu Saeed Khudri(raziyallahuanhu)
se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram
(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jahannam ki Aag(fire) jahannamiyo ko Jab Jalati hai,to Uska Uper wala Hont(Upper Lip) Sar(Head) pe Lagega aur Neeche wala Hont(lower Lip) Uske Naaf per Lagega.
(Vol/2,Hadees No:2790),
Dars: Ye Amal Bus Aag ki shiddat se hi hoga Jab jalaya jaye to samjho ke uski takleef kis qadar Haibat Naak hogi..!!
■■ Ye Honto Ka khaas Zikr isliye aya hai,ke Hont(lips) Bando ke Ache aur Buri Baat karne me Muavin wa madadgaar sabit hote hain,lehaza Buri Baate aur Zuban wa Honto se Doosro ko takleef dene se ye Azab hoga.
Allah hame Sahi Baat karne ki taufeeq ata kare..Ameen.
Plz..Share it to All for more visit our islamic website..
www.anwaarulislam,com.
And
Madarsah ANWAARULISLAM Lil Banat,
TAYYAB Nagar,Talab Katta, Mahbubnagar, Telangana.

You might also like