DARSE JAMIUT TIRMIZI

CHAPTER : JANNAT KE SIFAAT,*
DAY : 853,Hadees No :2792,*

Hazrat Abu Hurairah (raziyallahuanhu)
se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram
(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Tumhari Dunya ki Aag se Jahannam ki Aag 70% ziyadah hoti hai,To Kaha Ya Rasoolullah sallallahualihiwasallam kiya ye Aag Kaafi Nahi hai ? To Apne farmaya:69 %me se Har Ek Hissah Us Har Hisseh ke Barbar Sakht hoga.
(Vol/2,Hadees No:2792),
Dars: Dunya ke Har Bura Amal Chota ya Bura Amal ka Badlah Aakhirat me Kayi Dunga Hokar Saza wa Azab ki Shakal me Saamne ayega jaisa ke Jahannam ki Aag j Dunya ki Aag se 7%ziyadah hogi jo Saza wa Azab me kayi guna izafah ka sabab banegi..!
●● Hame Har Ghair islami Amal,yani Gunah karne se pahle Sonchna Zaroori hai,ke iska Bohat Bura Nateejah Akhirat me milne wala hai.
Allah hame Har Bure Aamal se mahfooz rakhe..Ameen.
Plz..Share it to All for more visit our islamic website
www.anwaarulislam,com.
And
Madarsah ANWAARULISLAM Lil Banat,
Tayyab Nagar,Talab Katta, Mahbubnagar, Telangana.

You might also like