*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER :SALAH, DAY :110,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akrm(sallallahualihiwasallam) ne Kamar pe Haath Rakh kar Namaz padhne se Mana farmaya hai.
(Vol/1,H,No:384),
Dars :Dosto,Isi tarah kamar pe Hat rakh kar chalne se bhi mana kiya gaya hai,
Kyu ke Ulama ne kaha hai:
■ Jab iblees bhi chalta hai,to Kamar pe Haath rakh kar hi chalta hai,
■ Kamar pe Haath rakhna Takabbur ki Alamat hai,jab ke Namaz Aajizi ki taleem deti hai.
Allah hame Adab ki Zidagi ata farmaye
Ameen..
Plz..Share it to All,For islamic Service

You might also like