*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter : SALAH, Day : 77,

 

Hazrat Vayil Bin Hajar(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Jab Mai Madeenah aya to mai zaroor Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) ki Namaz ko Dekha karta ke Namaz ka Tareeqah Seekhu,to maine Aapko Qadah me Dekaha ke ;
Aap apne Daye pair ko Bicha diye(left Foot) aur Baye pair(Right Foot) ko Khada kiye ye bhi dekha ke Baya Haath(left hand) Baye Raan pe aur Seedha Haath(right Hand) seedhe Raan pe rakhe huve the.
(Vol/1,H,No :293),
Dars :Dosto ,Qadah ke sunnato aur Aadab me se ya bhi hai,ke..Seedha Qadam khada kare to ungliya Qiblah ki taraf rahe,
2 Haath 2 raano ke beech me rakhe,Na ghutno per Na hi pet ke qareeb,
Qadah me Apni Nigah…Apne Go’d(lap) me rakhe..

Plz Share it to All,For islamic Service.

You might also like