*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER: SALAH , DAY: 82,

 

Hazrat Abu Saeed Khudri(raziyallahuanu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Saari Zameen me Namaz padh sakte hai,siyae Qabrastan aur Hammam me Namaz nahi padh sakte hai.
(Vol/1,H,No:318),
Dars:Ye Ummate Mohammadia ki khusoosiyat me se hai,ke Wo kahi bhi paak zameen me Namaz padh sakte hai,
Qabrastan ka matlab Kisi qabar ke saamne Namaz padhne ki ijazat Nahi hai,
Haan,agar diwar ya us jaisi kisi cheez ke peeche qabar ho to waha Namaz padhne ki ijazat hai
Aur Hammam yani Napak maqam per bhi Namaz padhne ki ijazat nahi hai.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like