*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY : 87,

 

Hazrat Amr Bin Aas(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Kaha,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya :
Jumah ke Din Namaz Se Pahle Halqeh(Group) bana ker Na Baitho.
(Vol/1,H,No:323),
Dars : Dosto,ye Halqeh Tijarat ke gharz se pahle banaye jate the,to us se murad Jumah ke Din pahle Namaz ada karo,phir baad me saare kaam,
Haan,Jumah ke Din”KHUTBAH”sunna *Wajib* hai,agar koi khutbah me hazir na ho to wo Gunahgaar hoga,lekin Namaz to hojayegi,
Lehaza Waqt pe hazir hojaye to Behter hai.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like