***DARSE JAMIUT TIRMIZY ***

 

Chapter : TAHARAT , Day : 11,

Hazrat Rabah bin Abdur Rahman(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha maine Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) se suna hai,aapne farmaya :
Jo Wazoo karte waqt ” BISMILLA ” NA Padhe uska Wazoo Mukammal Nahi hota.
(,Vol/1,H,No ; 25 ).

Dars : Wazoo se pahle ” Bismillahi wal Hamdulillah Ala Deenil islam ”
Padhna hadees se sabit hai,
Awr ye sunnat hai,
Agar koi na bhi padhe to wazoo hojayega..
Lekin padh lena Afzal hai.awr wazoo ki Nooraniyat bhi hasil hoti hai.

Plz..Read and share it.

You might also like