GHAR ME NAKHUN NIKALNA ?

Sawal ,Assalamualikum,Mufti Saheb,
Nails Ghar me nika lethu Kuch thu hotha kaathe na Moulana kya ye baath saahi hai..???
(Ghous Pasha),
Jawab :Walikumassalam wa rahmatullah..Insaan ke Nakhun ghar me bhi Nikal sakte hain,aur Ghar se bahar bhi Nikal sakte hai,aur Ghar ne Nikalne se kuch bhi Nahi hota hai,koi Nahoosat Nahi aati hai,
Haan,ye khayal zaroor rakhe ke Nakhun(Nails) nikal kar Raasteh me Na girne paye,balke usko Dust Bin Ya Kisi trash Box me dal de to Behter hoga,take kisi ko Noqsan na hone paye,kyu ke Raasteh me se Takleef wali cheez ko na rakhna Eiman me se hai.
(Tirmizi,Vol/2),
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like