NAMAZ E JANAZAH AWR 3 TAKBEERO KA CHOOTNA ?

 

Sawal : agar namaze genaza main teen(3)takber huvi ho to aanay valay banday pay kya hukum hai.baki wasalam khuda haffiz.
(maher ul nisa),
jawab : Agar Namaz e janazah me imam ne 3 takbeere kahde phir baad me koi bandah akar namaz me shareek hojaye to ab wo bandah 3 takbeer e tarteeb ke saath namaz me shareek hokar ada karlena chahiye,,
Yani jab wo aakhir me aye to ab uski Takbeere choot gayi hai,to ab ye tanha hi takbeere kahe aur Sana ,mayyit ki dua,aur Durood e shareef padh kar salam pher de…
(Al Hidayah,vol/1,pg/180),
plz,,read and share it.

You might also like