QURBANI KE JANWARO KI AHKAM

SHAREEAT NE JIN JANWARO KO KHANE KI IJAZAT DI HAI,AUR JINKE BARE ME QURBANI KA HUKM AYA HAI,WAHI JANWAR KI QURBANI DENA HAI,

1) BAKRA,BAKRI,MENDA,(POTLA) BHED,

Age : Kam se kam 1 saal ka hona hai,Ya ek saal se kam ho magar 1 Saal ke Barabar Dikhta ho to us se bhi Qurbani Jayiz hai.

Hukm : In me Ka koi Ek Janwar Sirf 1 hi ki Janib se Bataur e Qurbani Ada hote hai.

2) Bail,Gaiy,Bhains,Khulga,

Age : 2 Saal,

Hukm : In me 7 Log Qurbani me Shareek Hosakte hai.

3)WUNT,AUR WUNTNI

Age :5 saal

Hukm : In me Bhi 7 log Shareek Hosakte hai.us se ziyadah shareek Nahi Hosakte hai.

Wo Janwar ke AYEB jis se wo Qurbani ke layiq Nahi rahte hai.

** ANDHA

** LANGDA

** KANA

** 1/3 Ek Tihayi Se ziyadah KAAN ,DUM YA SUREEN Ka Kata huva hona,

** BE DAANT WALA

(Al Hidayah,Vol/7,Pg/158)

 

You might also like